🌞Bhavishya ki taknik: 2025 mein kaun se train badlenge hamari duniya
Published on:-1June 2025 Author:-Tech Samaj with SPK (Santosh Prasad kushwaha) Namaskar doston, Main aapka dost techsamajh with SPK 🔰 Introduction:- Doston , Aaj ki duniya mein takniki har din hamare jivan ka ek aur hissa chhin kar khud usmein Shamil ho rahi hain . 2025 mein ham एक aise Yug mein Pravesh kar chuke hain Jahan insani kalpanaon ko Hakikat mein badalne wali technology hamari Jeb mein, ghar mein aur office mein maujud rahata hai. Doston main aap logon se baat karenge UN ubharti takniki ki jo 2025 mein hamari jivan, hamare kam aur hamare sochne ka Tarika Puri tarah Se Hi Badal sakti hai. Aaiae doston, Main apni baton ko aage liye chalta hun 1. 5G or 6G connectivity:- 5G ab aam Ho Gaya aur 6G ki testing shuru ho chuki hai Iski madad se internet ki speed aur connection quality itni badh ga...