संदेश

knowledge of technology लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

🖥️ CODING KYA HAI ? JANIYE IS JAADUI DUNIYA KE BARE MEIN AASAN SHABDON MEIN !

PUBLISHED ON:-3 JUNE 2025   AUTHOR:-TECH SAMAJH  WITH SPK  (SANTOSH PRASAD KUSHWAHA)           🙏Namaskar , Doston ,main aapka Priya Mitra tech samajh with SPK , Doston main aaj ek aise topic per baat karna ja raha hun jiska Naam Hai" coding" kya hai  ? ya coding kise kahate Hain ?  chaliye is baton ko samajhte Hain yah bahut hi aasan hai coding sikhana bahut hi saral Hai aakhir kaise, chaliye baat karte hain- 🔰 Parichay ( introduction):-         Doston kya aapane kabhi socha Hai ki ATM machine, game ya mobile app, website, kam karte Hain to karte hain kaise? Unke piche ek aisi Bhasha Hoti Hai jise Insan computer se baat karne ke liye istemal karta hai aur usi ko ham computer ke bhasha mein kahate Hain" CODING".  Doston coding Aaj ki duniya ki Sabse jaruri skills mein se ek hai chahe aap ko bhi Kam karne Wale Ho chahe aap Chhatra Ho ya aap naukari ki talash mein Ho ya Koi naya skill sikhana chahte ho- codin...

🌞Bhavishya ki taknik: 2025 mein kaun se train badlenge hamari duniya

Published on:-1June 2025   Author:-Tech Samaj with SPK  (Santosh Prasad kushwaha)           Namaskar doston,  Main aapka dost techsamajh with SPK  🔰 Introduction:- Doston , Aaj ki duniya mein takniki har din hamare jivan ka ek aur hissa chhin kar khud usmein Shamil ho rahi hain . 2025 mein ham एक aise Yug mein Pravesh kar chuke hain Jahan insani kalpanaon ko Hakikat mein badalne wali technology hamari Jeb mein, ghar mein aur office mein maujud rahata hai.  Doston main aap logon se  baat karenge UN ubharti takniki ki jo 2025 mein hamari jivan, hamare kam aur hamare sochne ka Tarika Puri tarah Se Hi Badal sakti hai.  Aaiae  doston, Main apni baton ko aage liye chalta hun 1. 5G or 6G connectivity:-              5G ab aam Ho Gaya aur 6G ki testing shuru ho chuki hai                Iski madad se internet ki speed aur connection quality itni badh ga...